Continue to Netlog
tehreemshakeel 8 November 2011
gud one..
S_A_M_BUKHARI 1 November 2011
SIRF EK LARKI HOON apnay sard kamray main, main udaas bethi hoon, neemwa dareechon say, nam hawain aati hain, meray jism ko choo kar, aag si lagati hain, tera naam le le kar, mujh ko gud gudati hain, kash kay meray par hotay, teray paas ur aati, kash k main hawa hoti, tujh ko choo kar lout aati, main nahi magar kuch bhi, sang dil riwajoo n kay, aahini hisaron main, umar qaid ki mulzim hoon, sirf ek larki hoon.. Sam (Think again).............. . --------------------------------------------------- ------------------------------
Guestbook 2
tehreemshakeel 8 November 2011
gud one..
S_A_M_BUKHARI
1 November 2011
SIRF EK LARKI HOON
apnay sard kamray main,
main udaas bethi hoon,
neemwa dareechon say,
nam hawain aati hain,
meray jism ko choo kar,
aag si lagati hain,
tera naam le le kar,
mujh ko gud gudati hain,
kash kay meray par hotay,
teray paas ur aati,
kash k main hawa hoti,
tujh ko choo kar lout aati,
main nahi magar kuch bhi,
sang dil riwajoo n kay,
aahini hisaron main,
umar qaid ki mulzim hoon,
sirf ek larki hoon..
Sam (Think again)..............
.
--------------------------------------------------- ------------------------------