About me
Nazuk tha dil tu phool ki patti se bhi lakin,
Duniya ke haadsaat ne pathar bana dia.
thatz all..................
- Name
- Mr Lonely
- Date of birth
- 31/12/1987
- Location
- broken heart,,,, (Islamabad)
Pakistan - Native language
- English
- Tags
- Hobbies
- Read n write poetry
- Love status
- Engaged
- Instant Messengers
hum to tinka chum raha tah ashiana ka liya ..
ap sa kis na kaha bijli girana ka liya..
hath thak jain ga kuon pees rha ho mehndi...
khoun hazir ha hatali par lagana ka liya....
ishq ko dard sar kahna walo suno .....
kuch bhi ho hum na ya dard sar la liya ..
wo nighaon sa bach kar kaha jain ga ...
ab to un ka mohla main ghar la liya...
ay ban than ka sher kahamosha mian wo...
kabar dekhi jo meri to kahna laga ...
aray aj hi to is ki taraki hui ..
aik beghar na acha sa ghar la liya..
ap sa kis na kaha bijli girana ka liya..
hath thak jain ga kuon pees rha ho mehndi...
khoun hazir ha hatali par lagana ka liya....
ishq ko dard sar kahna walo suno .....
kuch bhi ho hum na ya dard sar la liya ..
wo nighaon sa bach kar kaha jain ga ...
ab to un ka mohla main ghar la liya...
ay ban than ka sher kahamosha mian wo...
kabar dekhi jo meri to kahna laga ...
aray aj hi to is ki taraki hui ..
aik beghar na acha sa ghar la liya..
Woh dil ka bura, na bewafa tha
Bus,mujh say yoonhi bicharr gaya tha
Mein uss ki ana ka aasara tha
Woh mujh say kabhi na roothta tha
Ek bar bicharr kay jab mila tha
Woh mujh say lipatt kay ro pada tha
Hontoon main guloon ki naram khushboo
Batoon main to shehad gholta tha
Yoon dil main thi yaad uss ki jaisay
Masjid main charragh jal raha tha
Uss din mera dil bhi tha paresha'n
Woh bhi meray dil say kuch khafa tha
Mein bhi tha dara howa sa lekin
Rang uss ka bhi kuch udda udda tha
Ek rah say mein bhi tha gurezaa'n
Ek mod pay woh bhi ruk gaya tha
Ek pal main jhapak gaein jo aankhein
Manzer he nazer main dosara tha
Chaltay howay log ruk ** thay
Thehra howa sheher ghoomata tha
Rakhta tha mein jis main khawab apnay
Woh kanch ka ghar chatakh gaya tha
Hum donoo ka dukh tha aik jaisa
Ehsas mager juda juda tha
Kal shab woh mila tha dostoo'n ko
Kehtay hain uddas lag raha tha
Mohsan yeh ghazal hee keh rahi hai
Shayed tera dil dukh howa tha
Bus,mujh say yoonhi bicharr gaya tha
Mein uss ki ana ka aasara tha
Woh mujh say kabhi na roothta tha
Ek bar bicharr kay jab mila tha
Woh mujh say lipatt kay ro pada tha
Hontoon main guloon ki naram khushboo
Batoon main to shehad gholta tha
Yoon dil main thi yaad uss ki jaisay
Masjid main charragh jal raha tha
Uss din mera dil bhi tha paresha'n
Woh bhi meray dil say kuch khafa tha
Mein bhi tha dara howa sa lekin
Rang uss ka bhi kuch udda udda tha
Ek rah say mein bhi tha gurezaa'n
Ek mod pay woh bhi ruk gaya tha
Ek pal main jhapak gaein jo aankhein
Manzer he nazer main dosara tha
Chaltay howay log ruk ** thay
Thehra howa sheher ghoomata tha
Rakhta tha mein jis main khawab apnay
Woh kanch ka ghar chatakh gaya tha
Hum donoo ka dukh tha aik jaisa
Ehsas mager juda juda tha
Kal shab woh mila tha dostoo'n ko
Kehtay hain uddas lag raha tha
Mohsan yeh ghazal hee keh rahi hai
Shayed tera dil dukh howa tha
Blog 1351
kaon aata hai magar aas lagaye rakhana..
kaon aata hai magar aas lagaye rakhana
umrr bhar dard ki shammaon ko jalaye rakhan
dost pursish pe musir aor hamara sheva
apne ahawal ko khud se chhupaye rakhana
humko us nam ne mara ki jahan bhi jayen
khalkte-shahar ne toofan uthaye …
More blog messages
My Pictures
loading ...
To see the slideshow you need the Flash plugin.
Guestbook 616
- SiLeNt_BeAt:
23 saak ky umer me esa kya rog laga lya jo liv 2 die yaarr
is may rog wali kya baat hy ,,,,its realty
posted by liv_2_die
1 September 2011
Sign guestbook
6 265 visitors since 24 June 2007.














Please wait...