In jheel si gehri aankhoon main ik shaam kahin aabad to hoo..!
Es jheel kinarey pal 2 pal..!
Ik khwaab ka neela phool khilley...!
Woh phool baha deen lehroon main...!
Ik rooz kabhi hum shaam dhaley...!
Es phool k behty rangoon main...!
Jis waqt larazta chand chaley...!
Es waqt kahain in aankhoon main es basrey pal ki yaad to hoo...!
In jheel si gehri aankhoon main ik shaam kahain aabad to ho...!
Phir chahey umar samandar ki...!
Har maoj pareshaan ho jaay...!
Phir chahey aankh darechey sey...!Har khwaab gurezaan ho jaay...!
Phir chahey phool k chehrey ka...!
Har darrd numayaan ho jaay...!
Es jheel kinarey pal 2 pal woh roop nagar ejaad to hoo..!
Din raat k es aaeney sey woh aaks kabhi aazad to hoo..!
IN jheel si gehri aankhoon main ik shaam kahain aabaad to hoo...!!!
Dil
KITNA surror raat ki tanhaiyoun mein tha
CHUP tha chand jaisse ruswaiyoun mein tha
LOOG jagh rahay thay apni ibadaat k leay
OR dil kissi ki yaad ki gahraeyoun mein tha..
Think alone at Night..By SAMI..................
MOHABBAT TUM NE BHI KI HAI
kesay yakeen aaye
Mohabbat tum ne bhi ki hai
Tumhein jab bhi kabhi dekha
Sada khush baash hi paaya
Hamesha hunstay rehtay ho
kabhi rotay nahi paaya
kabhi ghamgeen nahi dekha
Hamesha masst rehtay ho
Mohabbat karne walon per kabhi
Massti nahi chaati..
Kabhi ronaq nahi aati
Na woh sarsabz hotay hein
Mohabbat karnay walay dil
Hamesha zard hotay hein
To phir kesay yakeen kar lon
MOHABBAT TUM NE BHI KI HAI..!!!
Comments 14Sort comments:
Sami ...::Think Liberally::...(Wednesday, 12 November 2008 at 03:55)
In jheel si gehri aankhoon main
In jheel si gehri aankhoon main ik shaam kahin aabad to hoo..!
Es jheel kinarey pal 2 pal..!
Ik khwaab ka neela phool khilley...!
Woh phool baha deen lehroon main...!
Ik rooz kabhi hum shaam dhaley...!
Es phool k behty rangoon main...!
Jis waqt larazta chand chaley...!
Es waqt kahain in aankhoon main es basrey pal ki yaad to hoo...!
In jheel si gehri aankhoon main ik shaam kahain aabad to ho...!
Phir chahey umar samandar ki...!
Har maoj pareshaan ho jaay...!
Phir chahey aankh darechey sey...!Har khwaab gurezaan ho jaay...!
Phir chahey phool k chehrey ka...!
Har darrd numayaan ho jaay...!
Es jheel kinarey pal 2 pal woh roop nagar ejaad to hoo..!
Din raat k es aaeney sey woh aaks kabhi aazad to hoo..!
IN jheel si gehri aankhoon main ik shaam kahain aabaad to hoo...!!!
Sami (Think again).....
HASSAN SHAH(Tuesday, 29 July 2008 at 01:53)
so sweet
Sami ...::Think Liberally::...(Saturday, 10 May 2008 at 08:14)
Dil
KITNA surror raat ki tanhaiyoun mein tha
CHUP tha chand jaisse ruswaiyoun mein tha
LOOG jagh rahay thay apni ibadaat k leay
OR dil kissi ki yaad ki gahraeyoun mein tha..
Think alone at Night..By SAMI..................
Kareem(Thursday, 8 May 2008 at 10:14)
really magnifescent
Sami ...::Think Liberally::...(Sunday, 16 March 2008 at 04:24)
MOHABBAT TUM NE BHI KI HAI
kesay yakeen aaye
Mohabbat tum ne bhi ki hai
Tumhein jab bhi kabhi dekha
Sada khush baash hi paaya
Hamesha hunstay rehtay ho
kabhi rotay nahi paaya
kabhi ghamgeen nahi dekha
Hamesha masst rehtay ho
Mohabbat karne walon per kabhi
Massti nahi chaati..
Kabhi ronaq nahi aati
Na woh sarsabz hotay hein
Mohabbat karnay walay dil
Hamesha zard hotay hein
To phir kesay yakeen kar lon
MOHABBAT TUM NE BHI KI HAI..!!!
H Vasco(Thursday, 31 January 2008 at 07:06)
aurangzeb mansuri(Saturday, 15 December 2007 at 02:06)
hi
...HaSz.!! @@@@@(Tuesday, 4 December 2007 at 04:12)
yah kis ki bachi hai bahiiiiyoooooooooooooo apni bachi la lo ??? hi salam /////....
Post a comment: